Aaj Maine Apna Phir Lyrics

aaj maine aapna phir sauda kiya aaj maine aapna phir sauda kiya aaj maine aapna phir sauda kiya aur phir mein dur se dekha kiya aaj maine aapna phir sauda kiya zindagi bhar mere kaam aaye asul zindagi bhar mere kaam aaye asul ek ek karke unhe becha kiya ek ek karke unhe becha kiya aur phir mein dur se dekha kiya aaj maine aapna phir sauda kiya kuch kabhi apni wafao me bhi thi kuch kabhi apni wafao me bhi thi tumse kya kahte ki tumne kya kiya tumse kya kahte ki tumne kya kiya aur phir mein dur se dekha kiya aaj maine aapna phir sauda kiya ho gayi thi dil ko kuch umeed si ho gayi thi dil ko kuch umeed si khair tumne jo kiya aacha kiya khair tumne jo kiya aacha kiya aur phir mein dur se dekha kiya aaj maine aapna phir sauda kiya