Ankh Hai Bhari Bhari Lyrics
ankh hai bhari bhari aur tum, muskurane ki bat karte ho

zindagi khafa khafa aur tum, dil lagane ki bat karte ho

meri halat aise hai, ke main kuch kar nahi sakti

tadapta hai yeh dil lekin, main ahein bhar nahin sakti
zakhm hai hara hara aur tum, chot khane ki bat karte ho
zindagi khafa khafa aur tum, dil lagane ki bat karte ho
ankh hai bhari bhari aur tum, muskurane ki bat karte ho
zamane mein bhala kaise, mohabbat log karte hain

aag hai bujhi bujhi aur tum, lau jalane ki bat karte ho
zindagi khafa khafa aur tum, dil lagane ki bat karte ho
ankh hai bhari bhari aur tum, muskurane ki bat karte ho
kabhi jo khwab dekha to, mili parchhaiyan mujhko

mujhe mehfil ki khwahish thi, mili tanhaiyan mujhko
har taraf dhuan dhuan aur tum, ashiyane ki bat karte ho
zindagi khafa khafa aur tum, dil lagane ki bat karte ho
ankh hai bhari bhari aur tum, muskurane ki bat karte ho
hm hm hm hm hm hm hm hm hm