Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai Lyrics
?tum hamare nahi to kya gam hai tum hamare nahi to kya gam hai hum tumhare to hai ye kya kam hai tum hamare nahi to kya gam hai hum tumhare to hai ye kya kam hai husn ki sohkhiya zara dekho husn ki sohkhiya zara dekho husn ki sohkhiya zara dekho gahe shoal hai gahe shabnam hai tum hamare nahi to kya gam hai hum tumhare to hai ye kya kam hai muskura do zara khuda ke liye muskura do zara khuda ke liye muskura do zara khuda ke liye samme mahafil me roshni kam hai tum hamare nahi to kya gam hai hum tumhare to hai ye kya kam hai ban gaya hai ye zindagi ab to ban gaya hai ye zindagi ab to ban gaya hai ye zindagi ab to tujhse badhkar hume tera gam hai tum hamare nahi to kya gam hai hum tumhare to hai ye kya kam hai