In Ashqo Ko Pani Kehna Lyrics
in ashako ko pani kehna bhul nahi nadani hai tan man me jo aag lagade ye to aysa pani hai in ashako ko pani kehna bhul nahi nadani hai kaise tum se ishq hua tha kya kya hum par biti hai sun lo to sacha afsana warna ek khani hai shaekh-o-brhaman, jahid-o-waiz piri mein ye kya jane bhul bhi ho jati hai isme ishq me lazami hai ye sehar dil wale ho maat ghbrao yeh to reet purani hai