Divana Dil Hai Meraa Lyrics

deewana dil hai mera, deewana dil hai tera deewanepan me chhupa deewangi ka maja dil mera tujhko hi jane, dil tera mujhko hi jane jo dil se pyar karte hai, kehlate hai deewane mai tera deewana, tu meri deewani tu mera deewana, mai teri deewani deewana dil hai mera, deewana dil hai tera deewanepan me chhupa deewangi ka maja nind me jab tu aaye, aankho me jab samaye dil ye mange duwaye khwab na tut jaye nind me jab tu aaye, aankho me jab samaye dil ye mange duwaye khwab na tut jaye tujhko khwabo ki yara kya hai abb jarurat jo khwab dekha tha tune woh ban gaya hai hakikat mai tera deewana, tu meri deewani tu mera deewana, mai teri deewani meri dhadkan se tera ek ajib rishta hai tu yaad jab bhi karta hai dil jor se dhadakta hai meri dhadkan se tera ek ajib rishta hai tu yaad jab bhi karta hai dil jor se dhadakta hai mai dil hu tu meri dhadkan, dil mera mujhse kehta hai jo chot lagati hai tujhko toh dard mujhko hota hai mai tera deewana, tu meri deewani tu mera deewana, mai teri deewani deewana dil hai mera, deewana dil hai tera deewanepan me chhupa deewangi ka maja dil mera tujhko hi jane, dil tera mujhko hi jane jo dil se pyar karte hai, kehlate hai deewane tu mera deewana, mai teri deewani mai tera deewana, tu meri deewani lyrics typed by : ruchita parab