Pehli Nazar Ka Pehla Pyaar (Female) Lyrics

pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya teri chahat ko apne man me, basaye baithi hu main tere dard ko apni dhadkan, banaaye baithi hu main tu mera main teri, main teri saajnaa saajnaa saajnaa pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya man mandir me tujhe bitha ke, puja kiye ham ekm din aah asar layegi, socha kiye ham har dhadakan har saans hain teri, chaabhi hain teri tere liye ban gayi re jogan, teri baavri toh sang neh laga ke haare chhalkat barsat nain hamaare tan man pyasa pyasa saajna pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya prem kahaani ka tu raja aur main rani hu sare shaam se deeya jalaau, diwaani hu ham rahte hain kis uljhan me, tujhko kya pata pyar ki aisi saja milegi, kya tha ye pata teri baate teri yaade, tanhaai ki ye barsaate uspe hay ye kaali raat ma pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya teri chahat ko apne man me, basaye baithi hu main tere dard ko apni dhadkan, banaaye baithi hu main tu mera main teri main teri saajnaa saajnaa saajnaa pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya pahli nazar ke pahle pyar ne kya se kya kar diya