Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai, Tum Bhee Usako Chuno Na Lyrics
dil ne tumko chun liya hai, tum bhi isko chuno na
khwab koyi dekhta hai, tum bhi sapne buno na

dil yeh mera tumse kuchh keh raha hai, suno na

dur ho kar bhi dur tum nahi ho
paas ho lekin pas kyon nahi ho
dur ho kar bhi dur tum nahi ho
paas ho lekin pas kyon nahi ho
tanha-tanha sama mehki-mehki hawa
keh raha hai jahan jo suno na
dil ne tumko chun liya hai, tum bhi isko chuno na
khwab koyi dekhta hai, tum bhi sapne buno na
dil yeh mera tumse kuchh keh raha hai, suno na
dil yeh mera tumse kuchh keh raha hai, suno na
dekh lo mausam kitna suhana hai
pyar karne ka yeh koi bahana hai
dekh lo mausam kitna suhana hai
pyar karne ka yeh koi bahana hai
muskurati fija, gungunati hawa

suno na