Aaega Kisi Din Mhara Saiyaan, Havaa Ke Paron Pe Lyrics
aayega kisi din mhara vo kesariya saiya saiya aayega kisi din mhara vo kesariya saiya saiya aayega kisi din mhara vo kesariya saiya saiya aayega kisi din mhara vo kesariya saiya saiya saiya, hava ke paro pe mera ashiyana saiyaan, kahi vadiyo me hai mera thikana saiya, hava ke paro pe mera aashiyana kahi vadiyo me hai mera thikana ho mai azad panchhi hun nile gagan ki ye mai bhi na janu kaha mujhko jana saiya, hava ke paro pe mera ashiyana kahi vadiyo me hai mera thikana ho ho, koi khabo me bhi o aane-jane laga ha ek chehara mera dil churane laga mai kaha kho gayi ban gayi bavari lo chale chal padi prit ke ganv ri o mai azad pachhi hu nile gagan ki ye mai bhi na janun kaha mujhko jana saiya, hava ke paro pe mera ashiyana kahi vadiyo me hai mera thikana saiya, saiya bada re, saiya bada re saiya bada re, saiya saiya saiya saiya roke se na ruku kasamo ko tod du ha koi kuch bhi kahe rasamo ko tod du hai sabhi se juda ye mere raste mastiyo ka sama hai mere vaste ho mai azad pachhi hu nile gagan ki ye mai bhi na janu kaha mujhko jana saiya, hava ke paro pe mera ashiyana kahi vadiyo me hai mera thikana aaye ga kisi din mhara vo kesariya saiya saiya aaye ga kisi din mhara vo kesariya saiya saiya aaye ga kisi din mhara vo kesariya saiya saiya aaye ga kisi din mhara vo kesariya saiya saiya