Talibani Fatwa With Jeete Hai Yaha (Hindi) Lyrics
jeete hain yahan jeete hain yahan log magar log magar phir bhi yaha phir bhi yaha zindagi tham si gayi zindagi tham si gayi jannat si thi yeh zameen jannat si thi yeh zameen ek jahanum ban gayi jeete hain yahan jeete hain yahan log magar log magar phir bhi yaha phir bhi yaha zindagi tham si gayi zindagi tham si gayi barbadi hain charo taraf chhaya hua matam sa hain aazadi bhi ab quid hain har jaan pe ek sitam sa hain tapata hua sehra yaha jalta hua har dil bhi hain tuta yakin lekin kabhi ummid ki kiran bhi hain kabhi to khushi ki aayegi wo subaha gham ki raat yeh keh ke gayi jeete hain yahan jeete hain yahan log magar log magar phir bhi yaha phir bhi yaha zindagi tham si gayi zindagi tham si gayi jannat si thi yeh zameen jannat si thi yeh zameen ek jahanum ban gayi jeete hain yahan jeete hain yahan log magar log magar ab ghyan ki sama jale badne bhi do ab hosle aurat ho tum todo magar ab julm ke yeh silsile aawaz do khud ko zara insaaf ki devi bano tumko bhi to rab ne racha anyay ko tum kyu saho jeet ka parcham leke utho tum har ki gadiya beet gayi jannat si thi yeh zameen jannat si thi yeh zameen ek jahanum ban gayi