Zara Se Agar Bewafa Hum Na Hote Lyrics
zara se agar bewafa hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote zara se agar bewafa hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote hasino ki fir to kadar kuch na hoti hasino ki fir to kadar kuch na hoti kisi ko hamari khabar kuch na hoti jadu bhari ye jajah kuch na hoti jara se jo kafar ada hum an hote jara se jo kafar ada hum an hote zara se agar bewafa hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote bhala kaun dil jodta aashiko ka bhala kaun dil jodta aashiko ka ye gum sath na chodta aashiko ka gum e ishk ki agar dawa hum na hote gum e ishk ki agar dawa hum na hote zara se agar bewafa hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote hume koi apni jawani na deta hume koi apni jawani na deta mohabbat me yu jindgani na deta shrab e najar ka koi pani na deta jo ek khubsurat bala hum na hote jo ek khubsurat bala hum na hote zara se agar bewafa hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote tumhari kasam dilruba hum na hote