Aye Dil Ye Bata Kyun Hone Laga Lyrics

aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine me aane laga kyun maja jine me aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine me aane laga kyun maja jine me yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine me aane laga kyun maja jine me yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai aye dil yeh bata aye dil yeh bata diwanapan aisa mujhpe chhaaya hai lamha lamha ik bechaini laaya hai kuch khokar bhi maine sab kuch paya hai kuch khokar bhi maine sab kuch paya hai kyun mehake sama kyun chhaaye nasha shabnam bhi pine me aane laga kyun maja jine me yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai aye dil yeh bata aye dil yeh bata teri panaho me abb rehana chaahu main kya kya jaana tujhse kehana chaahu main yeh betaabi abb toh seh na paau main yeh betaabi abb toh seh na paau main kyun dhadkan meri diwana kare chaahat ke mahine me aane laga kyun maja jine me yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine me aane laga kyun maja jine me yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai