Rehna To Hai Lyrics

rehna to hai, tere hi sang rehna magar, mumkin nahi rehna to hai, tere hi sang rehna magar, mumkin nahi ye tishnagi dil ki mere kaise karun main bayaan rehna to hai, tere hi sang rehna magar, mumkin nahi ye tishnagi dil ki mere kaise karun main bayaan rehna to hai, tere hi sang rehna magar, mumkin nahi kyu ho gaye ye faasle kaise miti nazdikiyaan pichhe mere chalti rahi kyu bewafa parchhaiyaan baho ke ghere sapne ghanere hai ab paraaye vo saprsh tere ye tishnagi dil ki mere kaise karun main bayaan rehna to hai, tere hi sang rehna magar, mumkin nahi tune mujhe dhokha diya keh na saku aisa kiya bikhre sabhi sapne mere kis bhool ka badla liya tutegi mere ashkon ki ladiyaan tadpegi tu bhi gin gin ke ghadiyaan ye tishnagi dil ki mere kaise karun main bayaan rehna to hai, tere hi sang rehna magar, mumkin nahi ye tishnagi dil ki mere kaise karun main bayaan rehna to hai, tere hi sang rehna magar, mumkin nahi rehna to hai, tere hi sang rehna magar, mumkin nahi mumkin nahi, mumkin nahi mumkin nahi