Majburiya Meri Bhi Thi Majburiya Lyrics

majburiya meri bhi thi, majburiya teri bhi thi ha majburiya meri bhi thi, majburiya teri bhi thi chaha tujhe tu na mili, suni rahi dil ki gali aisi chali paagal hawa, tu ho gayi mujhse juda na tu ruki na main ruka, aur fasla badhta gaya badhti gayi ye duriya, majburiya tere bina jina yaha, pal pal mera dushwar hai tere bina jina yaha, pal pal mera dushwar hai meri nahi tu ho saki, phir bhi mera tu pyar hai khamosh hu rota nahi, par gum mera jata nahi na tu ruki na main ruka, aur fasla badhta gaya badhti gayi tanhaiya, majburiya bejaan hai ye zindagi, naraz hai har ek khushi bejaan hai ye zindagi, naraz hai har ek khushi teri yaad yu ab aayegi, ye jaan bhi le jayegi aankhe meri bujhne lagi, dhundhla hua saya tera na tu ruki na main ruka, aur fasla badhta gaya badhti gayi viraaniya, viraaniya majburiya majburiya, mahrumiya mahrumiya