Raat Kat Tee Nahi Din Gujarta Nahi Lyrics

raat katati nahi, din gujarta nahi raat katati nahi, din gujarta nahi tere bin ab yaha chain aata nahi ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa aake mujhko bata raat katati nahi, din gujarta nahi tere bin ab yaha chain aata nahi ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa aake mujhko bata raat katati nahi tu mujhe chhod kar, dil mera tod kar pyar ki raho me, is tarah chhod kar chal diya hai kaha, rah gaya main tanha tere bin zindagi, jaise ho ab saja ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa aake mujhko bata raat katati nahi aankhe bhar aayi hai, ab tujhe soch kar besabab bewajah, pher li kyu nazar tujhse hoke juda, is tarah mai jiya jis tarah dil mera, jiye dhadkan bina ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa aake mujhko bata raat katati nahi, din gujarta nahi raat katati nahi, din gujarta nahi tere bin ab yaha chain aata nahi ho gayi kya khata, kyu hai mujhse khafa aake mujhko bata raat katati nahi