Kaash Hum Juda Na Hote Lyrics

kaash hum juda na hote kabhi alwida na kahte chaha nahi tha phir bhi pada humko jana tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana bel jo aangan me thi phul wo laati hogi chunte to honge kaliyaa hum nahi hai to phir bhi mahfile sajti hongi suni na hongi galiyaa aise me thodi si aankhe bhar lana kaash hum juda na hote kabhi alwida na kahte chaha nahi tha phir bhi pada humko jana tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana samne aati hogi koi bhi meri nishaani yu hi kahi chalte firte dil tadap jaata hoga dekh ke sukhe patte shaakh se ped ki girte aisa to hota hai dil ko samjhaana kaash hum juda na hote kabhi alwida na kahte chaha nahi tha phir bhi pada humko jana tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana hum paas ho ya na ho, hume pyar se bulana hume pyar se bulana, hume pyar se bulana hume pyar se bulana, hume pyar se bulana hume pyar se bulana, hume pyar se bulana hume pyar se bulana, hume pyar se bulana hume pyar se bulana, hume pyar se bulana