Puchho Naa Kya Hotee Hain Dil Kee Lagee Lyrics

puchho na, puchho na kya hoti hai dil ki lagi puchho na kya hoti hai dil ki lagi, dil ki lagi aag bhi thandi lage o barf bhi jalne lage wo kadam jo ruke ho raah bhi chalne lage, ho kya kehna puchho na kya hoti hai dil ki lagi, dil ki lagi puchho na kya hoti hai dil ki lagi, dil ki lagi sanam teri meri najar takraayi thi dilo me anjaani bekhudi chhaayi thi wo tanhaayi ke pal, wo barsaato ke din wo bechaini waale mulakato ke din wo tera milke sharmana wo meri ghabraayi aankhe wo chahat ke gulbutto se dahakti dono ki saanse kya kehna puchho na kya hoti hai dil ki lagi, dil ki lagi pyaar bhi karte the, gila bhi karte the khafa bhi rehte the, mila bhi karte the ye waada karte the kabhi ns ruthenge wafaa ke dhaage hai kabhi na tutenge teri hi khushbu aati hai bada mujhko tadpaati hai abb to bas yaade aati hai rula ke mujhko jaati hai, kya kehna puchho na kya hoti hai dil ki lagi, dil ki lagi puchho na kya hoti hai dil ki lagi, dil ki lagi dil ki lagi, dil ki lagi, dil ki lagi