Sharm Na Tujhako Chhod Ke Lyrics

shram na tujhko chhod ke mujhko shram na tujhko chhod ke mujhko gair se ki mangni shram na tujhko chhod ke mujhko gair se ki mangni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni na to vaade yaad hai tujhko na wo pyar ki kasme ab wo teri khaatir tod di maine is duniya ki rasme sab na to vaade yaad hai tujhko na wo pyar ki kasme ab wo teri khaatir tod di maine is duniya ki rasme sab shram na tujhko chhod ke mujhko gair se ki mangni shram na tujhko chhod ke mujhko gair se ki mangni tadpegi meri tarah sun bewafa sajni tadpegi meri tarah sun bewafa sajni tadpegi meri tarah sun bewafa sajni din katte hai aahe bhar bhar taare gin gin raat sanam itni jaldi bhul gayi tu pyar ki wo mulakat sanam din katte hai aahe bhar bhar taare gin gin raat sanam itni jaldi bhul gayi tu pyar ki wo mulakat sanam shram na tujhko chhod ke mujhko gair se ki mangni shram na tujhko chhod ke mujhko gair se ki mangni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni mera pyar bhula kar tune gair ka sath nibhaya hai chhoda gayi tu mujhko tanha tujhko taras na aaya hai mera pyar bhula kar tune gair ka sath nibhaya hai chhoda gayi tu mujhko tanha tujhko taras na aaya hai shram na tujhko chhod ke mujhko gair se ki mangni shram na tujhko chhod ke mujhko gair se ki mangni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni tadpegi meri tarah tu bewafa sajni