Sabse Juda Sabse Alag Lyrics

leke dil lamha tanhai ka tham gaya sama yeh judai ka leke dil lamha tanhai ka tham gaya sama yeh judai ka khamosh kyon awaz hai, jane chhupa kya raz hai hua hai dil akela andhero se nikal ke aaya hai yeh ujala diwaro se nikal ke dekhi nahi aisi kahi duniya nayi sabse juda sabse alag sabse alag sabse alag ha sabse alag asman bata use kya hua, ho ye khuda gunah jane kya hua asman bata use kya hua, ho ye khuda gunah jane kya hua badla sa kyu hai har rasta tu hi bata dekha jo yaha usne aina badalke paya sada hai usne ye dil ko machalke, aisa yaha koi nahi ha chehra mila wo hai juda wo hai alag sabse alag ha sabse alag aisa dil dara dara tha yaha, jane kyon dara dara tha bata mujhko to sathi aisa mila, sehma sa tha iss bhid mein jo tanha tanha tanha tanha chala hai jabse wo zamane se sambhalke mili hai use manzil ha kanto pe chalke hoga nahi aisa koi ab dusra wo hai juda wo hai alag sabse alag ha sabse alag