Teri In Adaaon Pe Lyrics

teri in adaon ne humko pagal kar diya teri in adaon ne humko pagal kar diya naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya teri in adaon ne na na na na na ha ha ha ha ha apne hi dil se ye sharth thi ki denge use na kisiko awara mujrim bedard jalim chahane laga par tumhiko katil ada hai wo tumhari dil pe lagi wo chot bhari ki apne hathon se dil nam tumhare kar diya naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya teri in adaon ne humko pagal kar diya teri in adaon ne humko pagal kar diya naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya o o o ho ho ho ho ho ho ho ho na na na na na ho ho toofan mein thi ye dil ki kashti sahil ka kuch na pata tha sagar se gehra ye roop tera sagar mein sahil chhupa tha do bahon ki dilkash kinaren humko diye hai wo saharen ye tera ahsaan hai adaun kaise shukriya naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya teri in adaon ne humko pagal kar diya teri in adaon ne humko pagal kar diya naya naya lage hai jahan jadu ye kya kar diya