Sawar Gayi Main, Saawariya Lyrics

sawar sawar gayi main, saawariya kabse khadi main tori atariya kabse khadi main tori atariya beet na jaaye o raama saari umariya o o sawar sawar gayi main sawar gaye chaand sitaare dekho sawar gaye saare nazaare dekho dekho gagan pe banake badariya chamaki teri yaadon ki bijuriyaan tan ko jalaaye thandi bayariya tan ko jalaaye thandi bayariya beet na jaaye o raama saari umariya o o sawar sawar gayi main, saawariya sawar sawar sawar gayi main