Is Shan- E -Karam Ka Lyrics

nawajata hai jo sabko wo dilnawaz hai tu le aaj mand hai sab aur bemijaj hai tu zamane bhar ke banata hai saare bigde kaam karim sare zamane ka kaarsaaz hai tu is shan-e-karam ka kya kahna is shan-e-karam ka kya kahna dar pe jo sawali aate hai is shan-e-karam ka kya kahna dar pe jo sawali aate hai ik teri karimi ka sadka ik teri karimi ka sadka wo man ki murade paate hai ik teri karimi ka sadka wo man ki murade paate hai is shan-e-karam shan-e-karam ka kya kahna is shan-e-karam ka kya kahna khali na rahi rahmat se teri khali na rahi rahmat se teri dukh dard ke maaro ki jholi dukh dard ke maaro ki jholi kya tera karam hai dar pe tere kya tera karam hai dar pe tere bharti hai hazaro ki jholi shan-e-karam ka kya kahna is shan-e-karam is shan-e-karam ka kya kahna mushkil ko tu aasan bana deta hai mushkil ko tu aasan bana deta hai har gunche ummed khila deta hai har gunche ummed khila deta hai taqdeer se ho jaye jo bhai se juda us bhai ko bhai se mila deta hai shan-e-karam ka kya kahna is shan-e-karam ka kya kahna din raat hai masjido ka phera din raat hai masjido ka phera din raat hai masjido ka phera din raat hai masjido ka phera kya khub saji hai dar tera kya khub saji hai dar tera milti hai karam ki bhikh unhe milti hai karam ki bhikh unhe daaman jo yaha failate hai milti hai karam ki bhikh unhe daaman jo yaha failate hai milti hai karam ki bhikh unhe is dar ki sajawat ya kahiye is dar ki sajawat ya kahiye is dar ki sajawat ya kahiye is dar ki sajawat ya kahiye pakke rishte teri rahmat se jo ban jate hai pakke rishte teri rahmat se jo ban jate hai kacche dhage se bandhe log chale aate hai kacche dhage se bandhe log chale aate hai tu mila deta hai bichhde huye insano ko tu mila deta hai bichhde huye insano ko tere andaz-e-karam shan ye dikhlate hai is dar ki sajawat ya kahiye is dar ki sajawat ya kahiye khali na gaya mangta koi khali na gaya mangta koi mohtaaz yaha jo aate hai mohtaaz yaha jo aate hai wo jholiya bharke jate hai mohtaaz yaha jo aate hai wo jholiya bharke jate hai is shan-e-karam ka kya kahna is shan-e-karam is shan-e-karam ka kya kahna is shan-e-karam is shan-e-karam ka kya kahna is shan-e-karam ka kya kahna is shan-e-karam ka kya kahna