Saahas Ke Aasman Par Lyrics

sahas ke aasma par vishwas ki jami par sahas ke aasma par vishwas ki jami par karmo ke daane khakar ujle kaale par failakar samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye ek nanha deep hai jivan duniya tufani aandhi himmat ka tel hai isme jale aatma ki baati sawan barse, bhado barse maush ki sardi , jeth ki garmi sahta jaye, jalta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye yash tap, yash labh aur hani sab vidhi ke hath hai bande nahi kuch bhi bsa me tere tu chhod de gorakh dhandhe pal bhar ki na khabar hai humko kyu sau baras ki chinta tujhko kaal ka pahiya chalta jaye kaal ka pahiya chalta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye ek rangmanch hai duniya kathputli hai hum sare hatho me dor hai uske wo chahe jaisa nachaye sur bhi uska, taal bhi uski shabd bhi uske, lay bhi uski koi sune, koi gaaye koi sune, koi gaaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye jisko hai bharosa us par use kabhi aanch na aaye karam ka lekha kisne padha wahi maare, wahi jeelaye dhup bhi aaye, chhanv bhi aaye nahi samajh kuch tere aaye jo aaye wo jaye jo aaye wo jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye samay ka panchhi udta jaye