Abhee Abhee Jo Tu Aayee Hai Lyrics
abhi abhi jo tu aayi hai abhi abhi khushi aayi hai abhi abhi asar laayi hai dua kabhi rahe najar sahmi si kabhi rahe galat fami si kabhi kabhi lage kuch bhi na hua milne lag gale rishto ki ye jamin aankho me aa gayi khushiyo ki ye nami dil me hilne lagi hai patthar ki jubaan ye bhi karne lagi hai haale baya hai aaj koi yaado ki jhil me par wo nhi hai teri jaagir me ho oo kabhi kabhi wafa moti hai kabhi diya kabhi jyoti hai kabhi kabhi dubo deti hai jaan kabhi kabhi rulaati bhi hai kabhi kabhi hansaati bhi hai kabhi kabhi jaga deti hai armaan chupke se kaun tere dil me aa gaya hai pahli baar tujhko koi bha gaya uski hi yaad me ab tu khone lagi khuli khuli aankh me sapne bone lagi dil chhahe tera tu ud jaye kahi phir sochte hai kahi chhute na jamin abhi abhi jo tu aayi hai abhi abhi khushi aayi hai abhi abhi asar laayi hai dua kabhi rahe najar sahmi si kabhi rahe galat fami si kabhi kabhi lage kuch bhi na hua abhi abhi jo tu aayi hai abhi abhi khushi aayi hai abhi abhi asar laayi hai dua kabhi rahe najar sahmi si kabhi rahe galat fami si kabhi kabhi lage kuch bhi na hua