Kar Karam Yaar Lyrics
bechain hoon samandar sa, na chain mujhko ek lamha bechain hoon samandar sa, na chain mujhko ek lamha teri nazar ki chahat hai, kar de tu ek nazar kar karam yaar kar karam yaar kar karam yaar kar kar karam yaar kar karam yaar kar karam yaar kar bechain hoon samandar sa tu hi junoon mera hai, tu hi deewanapan tere liye hi tadpe hai, din raat mera mann mushkil hai teri yaadon ko dil se bhula saku rab ki jagah sanam tere sajde main karta hoon sun le iltaja meri de duwa ko asar kar karam yaar kar karam yaar kar karam yaar kar kar karam yaar kar karam yaar kar bechain hoon samandar sa rooh mein hai shrik tu, dhadkan mein hai basi tu hi karaar mera hai tu meri bebasi tere hi haatho mein janam hai meri zindagi teri judai aansu hai, milna tera khushi aa mere pass aaja tu, na bekaraar kar kar karam yaar kar karam yaar kar karam yaar kar kar karam yaar kar karam yaar kar karam yaar kar bechain hoon samandar sa, na chain mujhko ek lamha teri nazar ki chahat hai, kar de tu ek nazar kar karam yaar kar karam yaar kar karam yaar kar kar karam yaar kar karam yaar kar karam yaar kar