Ghabara Ke Dar Dar Ke Lyrics

ghabra ke dar dar ke dar dar ke mar mar ke bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai ghabra ke dar dar ke dar dar ke mar mar ke bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai deewaare rasta roke to unse takraana sikho jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho ghabara ke dar dar ke dar dar ke mar mar ke bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai jindgaani ko samajh le khel tu muskuraake mushkilo ko jhel tu saari duniya mein nahi tujh sa koyi tu anokha hai yaha, anmol tu ghabara ke dar dar ke dar dar ke mar mar ke bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai ghabara ke dar dar ke dar dar ke mar mar ke bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai chaahe is duniya mein tu jaaye kahin haan julm se khaali nahi koyi jami tu jo chaahe to mita de julm ko shart ye hai tujhko ho khud par yakin ghabara ke dar dar ke dar dar ke mar mar ke bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai ghabara ke dar dar ke dar dar ke mar mar ke bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai deewaare rasta roke to unse takraana sikho jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho ghabara ke dar dar ke dar dar ke mar mar ke bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai