Haafiz Khuda Iss Ishq Ka, Pyaar Ka Lyrics
da ra na na na, yayi ya ya na da ra na na na, de re de ra re haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka haafiz khuda abb har jagah hai wafa aankhon mein jo tasbir hai mere khaabon ki taabir hai mere khaabon ki taabir hai haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka haafiz khuda abb har jagah hai wafa mujhako pata abb chal gaya ke kitani rangin hai kismat meri darr tha magar abb hai khabar ke hai yeh chaahat salaamat meri haafiz khuda, haafiz khuda badi pyaari si hai meri duwa hai maasum sa hai yeh dil bada jo bhi isane chaaha tha woh mil gaya haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka haafiz khuda abb har jagah hai wafa aankhon mein jo tasbir hai mere khaabon ki taabir hai mere khaabon ki taabir hai haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka haafiz khuda abb har jagah hai wafa da ra na na na, yayi ya ya na da ra na na na, de re de ra re