Taza Hawa Lete Hain Lyrics
hum wo deewaane hain hum wo deewaane hain jo taza hawa lete hain hum wo deewaane hain jo taza hawa lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain hum wo deewaane hain aisa lagta hai unhe ishq hua hai hamse aisa lagta hai unhe ishq hua hai hamse aisa lagta hai unhe ishq hua hai hamse saamna hote hi saamna hote hi nazaro ko jhuka lete hain saamna hote hi nazaro ko jhuka lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain hum wo deewaane hain, samjhe pine waala hi nahi koi hamaare jaisa pine waala hi nahi koi hamaare jaisa pine waala hi nahi koi hamaare jaisa hum jahaan jaate hain hum jahaan jaate hain maiykhaana bana lete hain hum jahaan jaate hain maiykhaana bana lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain hum woh deewaane hain hamko us waqt nazar tajmahal aata hai sach bata ai meri bholi bhali, too hai kis des ki rehanewaali tera chaukas maraathi badan hai, raajputi tera baankpan hai julf bangaal ki kaali kaali, naagan aassam ki tujhame paayi dekhane ki ada hai bihaari, orissa ia hai tujhme khumaari aandhra ke namak main dhali hai, aur kashmir ki tu kali hai lucknow jaisi hai tujhme nazaakat, madhya pardesh ki hai sharaarat saadagi tujhme madraas ki hai, khushabu mysore ki sandali hai bholaapan tujhme gujraat ka hai, kerala ka tu roshan diya hai tune paayi hai goa ki masti, tujhme punjab ki tandrusti dil ki dilli teri raajdhani, dil ki dilli teri raajdhani saari duniya teri hai deewaani, saari duniya teri hai deewaani saari duniya teri hai deewaani hamako us waqt nazjar tajmahal aata hai hamako us waqt nazar tajmahal aata hai jab woh angdaayi ko jab woh angdaayi ko, haat apne utha lete hain jab woh angdaayi ko, haat apne utha lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain hum woh deewaane hain jo tajz hawa lete hain hum woh deewaane hain jo taza hawa lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain khidkiyaan khol ke mausam ka maza lete hain hum woh deewaane hain