Dil Ka Haal Sune Dilwaala Lyrics
apna tumhe banaya hai kuch bhi nahi chupaya hai apna tumhe banaya hai kuch bhi nahi chupaya hai hamne tumse apne dil ka har kissa keh dala dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala yar bina sab suna suna pyar bina sab khali tum aa jate ho toh jhum uthati hai dali dali tumko paya badi mushkil se na khone dunga tumko paya badi mushkil se na khone dunga main kisi aur ka tumko nahi hone dunga yar bina sab suna suna pyar bina sab khali tum aa jate ho toh jhum uthati hai dali dali mere chehare par bhi dalon najarein chahat wali tum bhi mujhko dil de dalo main hoon chahane wala dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala ishq na ho to iss duniya mein jina hai bekar jab ankhon ke jam na ho to pina hai bekar hamne hamare ishq ka ijhar yun kiya hamne hamare ishq ka ijhar yun kiya phulon se tera nam pattharon pe likh diya ishq na ho to is duniya mein jina hai bekar jab ankhon ke jam na ho to pina hai bekar chanda jaise mukhade ko ayina hai bekar tumko dekhu toh ankhon mein ho jaye ujala dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala