Alaah Madat Kar Lyrics
apne bandon ki raahon se, kaante tu chun leta hai kehte hai jo dil se maange, uski tu sun leta hai allah madat kar, maula madat kar yaar mera tu mujhse mila de allah madat kar, maula madat kar bichhda hua wo pal lauta de allah madat kar, maula madat kar yaar mera tu mujhse mila de bichhda hua wo pal lauta de yaar bina jag suna suna, yaar nahi to kya hai jeena allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar yaar mera tu mujhse mila de allah madat kar, maula madat kar bichhda hua wo pal lauta de allah madat kar, maula madat kar yaar mera tu mujhse mila de bichhda hua wo pal lauta de yaar bina jag suna suna, yaar nahi to kya hai jeena allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar usi se maine shohrat paayi, usi se maine ijjat jo kuchh bhi hu aaj yahaan main sab hai uski badaulat usi se maine shohrat paayi, usi se maine ijjat jo kuchh bhi hu aaj yahaan main sab hai uski badaulat uske karam ka jalwa maalik mujhpe tu phir se bikhara de allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar yaar bandagi, yaar jindagi, yaar jahaan hai mera mujhko pata de, itna bata de yaar kahaan hai mera yaar bandagi, yaar jindagi, yaar jahaan hai mera mujhko pata de, itna bata de yaar kahaan hai mera tere bas mein sab hai maula yaar o yaar ki jhalak dikha de allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar uski judaai se pal pal ik dard sa hota hai aankh nahi sine mein ab to dil bhi rota hai uski judaai se pal pal ik dard sa hota hai aankh nahi sine mein ab to dil bhi rota hai ya to yaar ki mujhko khabar de ya to saari duniya mita de allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar yaar mera tu mujhse mila de allah madat kar, maula madat kar bichhda hua wo pal lauta de allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar allah madat kar, maula madat kar