Ruko Ruko Nazm Pheer Padho Lyrics
ruko ruko nazm fir padho jara isase pahle ki padho, dohraao man hi man aur dekho lavs, inse bich ki jagah taalab ki tarah bhari rahi nazm likh ke uspe haath fero mamta se khud ko apna bachcha maan lo alifbe fir se rto nazm likh ke uspe haat fero mamta se khud ko apna bachcha maan lo alifbe fir se rto phla lafz pahla mishra yun kaho ki janm ho abhi abhi praathna ki ghnti ki tarah magar gunj ho hajaan ki wo sunane ke liye khamoshi bhar lo nazm me dohraao wo bhi man hi man ruko ruko aao fir nazm kaho kahte kahte ek ek lafz mishra ho sake agar to dekho dil ki lay pe wo dhadak raha hain yaani bhul jaao khud ko ab nazm ki mitti me khud ko beej do aahen mundo bhul jaao logo dhime se shuru karo aur jab khatm huye nazm to kaisi lagi puchho nahi sunne valo ke kabhi love na dekhana aankhe sunna wo batayengi nazm kaisi thi