Sikkon Ki Andhi Bhook Hai, Kisso Ka Ek Baazar Hai Lyrics

ye desh tabaahi me jita hai chotil swayam rakt pita hai lachaar lalkaar hai saari khaabo ko miththya se sita hai andhkaar aur prakaash ka ghar hai pratishad har ek shwaas ka ghar hai chachaka bhataka rakt pat se avatar jhuth ka jita hai rann hai rann hai satya syahi ka rann hai rann hai rann hai satya syahi ka rann hai rann hai rann hai rann hai sikkon ki andhi bhuk hai kisso ka ik baajaar hai abb chir chir ke bech do khud draupadi taiyaar hai ghutata hai ghutane tek kar chikata huwa sanhaar hai ulajha huwa chakravyuh mein iss paar na uss paar hai rann hai rann hai satya syahi ka rann hai rann hai rann hai satya syahi ka rann hai vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram ek siaah sach ki talaash me har sach pe kaalik lip di itihaas gadne ko khun se har ek taarik lip di ankon ki ganit mein hi lin hai jin haathon me patwaar hai dube to dube kya hua besud beparwaah sawaar hai ye desh tabaahi me jita hai chotil swayam rakt pita hai lachaar lalkaar hai saari khaabo ko miththya se sita hai andhkaar aur prakaash ka ghar hai pratishad har ek shwaas ka ghar hai chachaka bhataka rakt pat se avatar jhut ka jita hai rann hai rann hai sat siahi ka rann hai rann hai rann hai sat siahi ka rann hai chehare parchhayiyo ke haavi hai tasweeron par shwet man aashaahari phir se sahein kesari kar