Teri Mehrbaaniyan Shukriya Zindagi Lyrics
chan ke aayi to kya chandni to mili chan ke aayi to kya chandni to mili chand din hi sahi ye kali to khili shukriya zindagi, shukriya zindagi shukriya zindagi, shukriya zindagi teri meharbaniya, teri meharbaniya shukriya zindagi, shukriya zindagi shukriya zindagi, shukriya zindagi sirf ik rang se tasveer hoti kahi gham nahi to khushi ki keemat nahi sirf ik rang se tasveer hoti kahi gham nahi to khushi ki keemat nahi dhup chao hai dono toh dilkash jaha kya shikaayat kare, fursat kaha shukriya zindagi, shukriya zindagi shukriya zindagi, shukriya zindagi teri meharbaniya, teri meharbaniya shukriya zindagi, shukriya zindagi shukriya zindagi, shukriya zindagi apni takdeer ki hai yeh daastan kabhi katilana kabhi meharban apni takdeer ki hai ye dastan kabhi katilana kabhi meharban meharbani jo dil ko karar aa gaya apne katil pe bhi pyar aa gaya shukriya zindagi, shukriya zindagi shukriya zindagi, shukriya zindagi teri meharbaniya, teri meharbaniya shukriya zindagi, shukriya zindagi shukriya zindagi, shukriya zindagi