Yad Piya Ki Lyrics

yaad piya ki aaye yaad piya ki aaye aaye re aaye re yaad, yaad piya ki aaye ye dukh saha na jaye ram, haye ram yaad piya ki aaye aa bairi koyaliya kuk sunaye re raam ha bairi koyaliya kuk sunaye ram bairi koyali, kuk kuk sunaye kuk sunaye, kuk sunaye kuk kuk bairi koyaliya haye kuk sunaye mujh birhan ka jiyara jalaaye ha pi bin raha na jaye ram, haye raam yaad piya ki aaye haye ram yaad piya ki aaye baali umariya suni re sejariya re baali umariya, baali umariya baali umariya baali baali, baali umariya re baali umariya baali baali umariya hans mire sajaniya re baali umariya suni re sejariya chauban beeton jaye raam, haye raam yaad piya ki aaye, yaad piya ki aaye re ye dukh saha na jaye ram, haye raam yaad piya ki aaye, haye raam yaad piya ki aaye