Fasale Bahaara Hoon Main Lyrics

fasale bahaara hoon main, fasale bahaara jalata angaara hoon main, jalata angaara meri aaghosh mein hai narmiyaan meri madhoshiyon mein garmiyaan meri aaghosh mein hai narmiyaan meri madhoshiyon mein garmiyaan tujhe paana hai socha hai mauka hai hone do hoti jo gustaakhiyaan fasale bahaara hoon main, fasale bahaara fasale bahaara hoon main, fasale bahaara maine toh dil diya, tune ki dillagi chaahat ke maayane tu samajha hi nahin maine toh dil diya, tune ki dillagi chaahat ke maayane tu samajha hi nahin ishq ke moti lutaaye maine teri raahon mein tune kaante hi chubhaaye bas meri nigaahon mein maine socha na tha tu badal jaayega iss kadar dard dega yun tadpayega iss kadar dard dega yun tadpayega sang dil sharaara hoon main, sang dil sharaara fasale bahaara hoon main, fasale bahaara mera junun dekha tune abhi kahan chhinega tujhko mujhse koyi kaise meri jaan mera junun dekha tune abhi kahan chhinega tujhko mujhse koyi kaise meri jaan aashqui jisne bhi ki woh khela apni jaan se sun woh patthar ke sanam yeh puchh le jahan se tere bin saari duniya hai kis kaam ki mujhko parwah nahi hai ab anjaam ki mujhko parwah nahi hai ab anjaam ki arshe sitaara hoon main, arshe sitaara fasale bahaara hoon main, fasale bahaara jalta angaara hoon main, jalta angaara