Patthar Ko Kuchlo Lyrics

patthar ko kuchlo to pair hi kuchlega khanjar mein chaku de dhar hi tootega kiya to kiya to kabhi kiya hoga daldal mein utara to kyun na tu dhasega ghutano ke bal par kab tak kaun chalega kabhi to uthega bas phir tu ladhega patthar ko kuchlega to pair hi kuchlega khanjar mein chaku de dhar hi tootega kiya to kiya to kabhi kiya hoga koi kya kare jiske haathon mein do kulhadi puja toh karenge nahi maarega dindahaade rakta rakta rakta rakta rakta rakta rakta rakta rakta raktacharitra pehale puri hai krurata jo maafi hai murkhata dard jaanta hai kabhi dard se ye pata dard jaanta hai kabhi dard se ye pata raah chingaaiyo se tufaan chalati nahi bich raah goliya bhi disha badalti nahi jehar diya to wohi rangon mein daudeega jehar diya to wohi rangon mein daudeega ghayal hi hoga jo bhi isko nichodega khud bhi ghaanv paaye bina ko chhod dega khataron ke nischay se chattan phod dega kiya to kiya to kabho kiya hoga daldal mein utar to kyun na tu dhasega