Aisa Na Ho Ki In Vadiyo Me Main Kho Jau Lyrics

aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau or tum mujhe dhunda karo or main kabhi mil na pau aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau aayi agar mujhko najar jhilo ke jhilimil darpan me tum aayi agar mujhko najar jhilo ke jhilimil darpan me tum milne gale jaunga main ho jaunga lahro me gum or tum mujhe awaz do laut kar mai na aau aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau ye dhudh kya jaise dhua meri hi aaho se paida hua hai ye dhudh kya jaise dhua meri hi aaho se paida hua hai aashiq hu main wo dil jala lekin tumhi se saida hua dekha karo charo taraf or main kahi chup na jau aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau or tum mujhe dhunda karo or main kabhi mil na pau aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau mai kho jau main kho jau