Aansu Kabhi Chhalke Nahi Lyrics

aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge, o sathiya aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge, o sathiya tujhme har pal hai wo, fasala kab kaha fir hua tujhme har pal hai wo, fasala kab kaha fir hua aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge, o sathiya sach ki raho pe tu jo chalega ajmaish vo teri karega sach ki raho pe tu jo chalega ajmaish vo teri karega jindagi ki kadi dhup me bhi ban ke saya vo sang sang chalega roshni ye rahe samjho sara jahaa mil gaya roshni ye rahe samjho sara jahaa mil gaya aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge, o sathiya dur tujh se hua hai magar yaad ban ker vo tujhme rahega dur tujh se hua hai magar yaad ban ker vo tujhme rahega dil se chaha hai tune use to sans ban kar vo tujhme rahega aas baki hai samjho tumko khuda mila gaya aas baki hai samjho tumko khuda mila gaya aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge, o sathiya pak mariyam sa aanchal samandar jisme mojud hai tera sagar pak mariyam sa aanchal samandar jisme mojud hai tera sagar man ki aankho se dekho to pass tere hai wo tera ishwar khud ko dhundo jara dil udhasi si kyu hai bhara khud ko dhundo jara dil udhasi si kyu hai bhara aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge, o sathiya aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge, o sathiya tujhme har pal hai, fasala kab kaha fir hua tujhme har pal hai, fasala kab kaha fir hua aansu kabhi chhalke nahi moti bikhar jayenge, o sathiya