Mehbuba Naam Hai Mera Lyrics
zamane me mere charche sunoge diwano nahi sab yaad mujhko kitne mere naam rakhe hai mehabuba naam hai mera mehabuba naam hai mera aashiqo ko salam hai mera dilo ko jo jodna dilo ko jo jodna dilo ko jo jodna dilo ko jo jodna subho sham yahi kam hai mera mehabuba naam hai mera aashiqo ko salam hai mera badal jati hai ye aksar magar hai bewafa meri nazar o bewafa meri koi phir bhi na samjhe to nahi khata isme meri nahi khata isme meri mere chehare pe likha ye dag to gam hai mera mehabuba naam hai mera aashiqo ko salam hai mera jawani me mohabbat to hajaro log karte hai bahut kam sath jite hai aur bahut kam sath marte hai mohabbat ek wada hai jise hum sab ne toda hai jise hum sab ne toda hai kisi ko maine chhod a hai kisi ne mujhko chhod a hai kisi ne mujhko chhod a hai magar kyu naam duniya me fakat badnaam hai mera mehabuba naam hai mera aashiqo ko salam hai mera