Jaata Hai Tujh Tak (Film Version) Lyrics
mujhe tu jo hai mila kya mila nahi koi bhi gila hai gila jaana anjaana ab nahi tu kahi paana ya khona ab mujhe kuch nahi jata hai tujh tak mera har ek rasta tu hi manzil meri mera pata aa judta hai tujhse mera har ek vasta chaahe ho khushi teri yaa gham tera milna tera milna mera socha hua tha waqt ka ye to bhala hona hi tha socha hua tha jo waqt ka nahi jina hai mumkin tere bina kisi baat pe mujhse na hona khafa, na ji paaunga jata hai tujh tak mera har ek rasta tu hi manzil meri mera pata judta hai tujhse mera har ek vasta chaahe ho khushi teri yaa gham tera benaam sa gumnaam sa main to jahan me ek shaqs tha bikhra hua sa tuta hua sa mujhme kahi mera aks tha mujhe apni mohabbat ka de aasra mujhe chaha kisi ne na teri tarah, hai rahat-e-jaan jata hai tujh tak mera har ek rasta tu hi manzil meri mera pata judta hai tujhse mera har ek vasta chahe ho khushi teri yaa gham tera jata hai tu hi manzil meri