Jai Kali Jai Kali Maiyya Lyrics
jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali jo naiya chhod dete hai o maiya tere sahare par o maiya tere sahare par pahucha dete hai khud unko tufan kinare par jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali jo naiya chhod dete hai o maiya tere sahare par o maiya tere sahare par pahucha dete hai khud unko tufan kinare par jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali maiya tere kayi hai rup har rup hai tera anup maiya tere kayi hai rup har rup hai tera anup bhakto ko hai shital chaw dushto ko hai jalti dhup bhakto ko hai shital chaw dushto ko hai jalti dhup sar apna jhuka dete hai jo aakar tere dware par ho maiya aakar tere dware par pahucha dete hai khud unko tufan kinare par jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali hamko har bala se bachana maha mari na hampe lana hamko har bala se bachana maha mari na hampe lana hum aaye sharan me teri denge mange tu jo najrana hum aaye sharan me teri denge mange tu jo najrana jo haske lagade prano ki baji tere ishare par ho maiya tere ishare par pahucha dete hai khud unko tufan kinare par jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali