Roshani Kaha Meri Roshani Kaha (Roya) Lyrics
roshni kaha meri roshni kaha mehek kaha meri mehek kaha bolo roya darling roya meri roya darling roya thak gayi tikk tikk karti ye ghadi aansuo ki tip tip se ummide bhari bolo roya darling roya kaha ho meri darling roya wada karo kabhi mujhe na chhod ogi wada karo kabhi muh na mod logi teri doori ye main kabhi na sahunga tera naam lete hi main mar jaunga wada karo kabhi mujha na chodogi wada karo kabhi muh na mod logi teri doori ye main kabhi na sahunga tera naam lete hi main mar jaunga aamne saamne achanak ye hua mel mujhe kya pata tha taqdir ka ye khel bolo roya darling roya hairat angez hay darling roya na main gaata na tu sunti mere dil ki baate na tu aati na me dekhta teri pyari aankhe bolo roya darling roya ulhumdulillah darling roya wada karo kabhi mujhe na chhod ogi wada karo kabhi muh na mod logi teri doori ye main kabhi na sahunga tera naam lete hi main mar jaunga wada karo kabhi mujha na chodogi wada karo kabhi muh na mod logi teri doori ye main kabhi na sahunga tera naam lete hi main mar jaunga shayad maine zindagi me kuchh achvhha kiya is liye allah tallah ne tujh ko diya bolo roya darling roya tujhe diya darling roya tu hai meri zindagi tu hai meri ibaadat tu hai meri dilnashi tu hai meri taqat bolo roya darling roya main sirf tera darling roya main sirf tera darling roya main sirf tera darling roya main sirf tera darling roya thokre maine khai tujhko dhundhte dhundhte dil ki chote jo khai jakhm bahte rahenge phir bhi teri talash thi maula se ye dua thi puri duniya ne chhod a sirf allah ne thama hausala agar tha jo ek din tum milogi tha yaki us khuda pe tum yahi par milogi kaun thi aur kaha thi o maine rab pe chhod a o maine rab pe chhod a khuda ne sun li meri roya khuda ne bheja tujhe roya aakhir mil gayi roya kabhi jana nahi roya main sirf tera darling roya main sirf tera darling roya main sirf tera darling roya main sirf tera darling roya