Maana Ke Zindagi Me Lyrics

mana ki zindagi me, Jeet hi zaruri hain mana ki zindagi me, Jeet hi zaruri hain aisi jeet ke liye, haar bhi zaruri hain mana ki zindagi me hain zindagi meri kisi khuli kitaab si hain zindagi meri kisi khuli kitaab si iske har ek panne ko padhana zaruri hain iske har ek panne ko padhana zaruri hain mana ki zindagi me zindagi ki ghadi me, samay ki kami to hain zindagi ki ghadi me, samay ki kami to hain phir bhi apno ke liye, waqt dena zaruri hain phir bhi apno ke liye, waqt dena zaruri hain mana ki zindagi me wo neeli chhatri wala aa aa aa wo neeli chhatri wala, ishara to karta hain wo neeli chhatri wala, ishara to karta hain uske har ek ishare ko, samjhana zaruri hain uske har ek ishare ko, samjhana zaruri hain mana ki zindagi me aaye the is jahaan me, akele hi sahi jaayenge is jahan se, akele hi sahi maana ke zindagi, maut se haseen hain maana ke zindagi, maut se haseen hain maana ke zindagi, maut se haseen hain aise nav jeevan ke liye, marna zaruri hain aise nav jeevan ke liye, marna zaruri hain kaisi jeet ke liye, haar bhi zaruri hain mana ki zindagi me