Neend Ka Bijness Lyrics

mujhe neend na aane ki mushkil beemari hai no problem din tiring tiring hai aur raat bhi bhaari hai no problem hamare paas aao, mushkil suljhaao tension kyun lete hain ham neend ka business karte hain ham neend ka business karte hain ham neend ka business karte hain tumhare sang nahin, tumhare liye din raat sote hain ham neend ka business karte hain ham neend ka business karte hain ham neend ka business karte hain stressful life hai haaye problem hi problem hai kabhi ghar ki mushkil hai kabhi bahar ka gham hai koi daaru peeta hai koi goli khaata hai neend ke liye har shaks kya kya aazmaata hai haan hamare paas aao, mushkil suljhaao tension kyun lete hain haan neend ka business karte hain are neend ka business karte hain ye neend ka business karte hain discover kiya hamne ek aisa formula jisne ise taste kiya, har dard ko wo bhoola ha ha ha ha, ju ju ju ju ha ha ha ha, ju ju ju ju na na na na, la la la la ju ju ju ju arey ham sabki zaroorat hain ham sabki chaahat hai takleefon mein ham sabko dete raahat hain haan hamare paas aao, mushkil suljhaao tension kyun lete hain ye neend ka business karte hain haan neend ka business karte hain are neend ka business karte hain mujhe neend na aane ki mushkil beemari hai no problem din tiring tiring hai aur raat bhi bhaari hai no problem hamare paas aao, mushkil suljhaao tension kyun lete hain haan neend ka business karte hain ye neend ka business karte hain haan neend ka business karte hain ham neend ka business karte hain ham neend ka business karte hain