Jhuka Jhuka Ke Nazar Yun Uthayi Jati Hai Lyrics

jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai ke jaise shama bhujakar jalai jati hai jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai jhuka jhuka ke nazar zaban jalti hai jiske bayan karne se zaban jalti hai jiske bayan karne se wo dasta to nazar se sunai jati hai wo dasta to nazar se sunai jati hai jhuka jhuka ke nazar anokhi bat hai karti hai aur bhi ruswa anokhi bat hai karti hai aur bhi ruswa dilo me jitni mohabbat chhupai jati hai dilo me jitni mohabbat chhupai jati hai jhuka jhuka ke nazar ye log dekhenge kaise dhua mohabbat ka ye log dekhenge kaise dhua mohabbat ka ye aag wo hai jo dil me lagai jati hai ye aag wo hai jo dil me lagai jati hai jhuka jhuka ke nazar churake dil ko mere muskura ke kahte hai churake dil ko mere muskura ke kahte hai churane wali har ek shay churai jati hai churane wali har ek shay churai jati hai jhuka jhuka ke nazar zamana kyu hai mohabbat ke nam ka dushman zamana kyu hai mohabbat ke nam ka dushman ye chij wo hai jo har dil me pai jati hai ye chij wo hai jo har dil me pai jati hai jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai ke jaise shama bhujakar jalai jati hai jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai jhuka jhuka ke nazar