Apni Nazrein Churaya Na Karo Lyrics

apni najre meri najro se churaya na karo apni najre meri najro se churaya na karo pyar karte ho to tum, pyar chhupaya na karo apni najre meri najro se churaya na karo shabnami honth, teri jhil si gahri aankhe shabnami honth, teri jhil si gahri aankhe kar ke madhosh mujhe, hosh me laya na karo kar ke madhosh mujhe, hosh me laya na karo pyar karte ho to tum, pyar chhupaya na karo apni najre meri najro se churaya na karo koi tadpega teri yaad me, ye na socha tumne koi tadpega teri yaad me, ye na socha tumne koi tadpega teri yaad me, ye na socha tumne raah me chhodkar akela, yu jaya na karo raah me chhodkar akela, yu jaya na karo pyar karte ho to tum, pyar chhupaya na karo apni najre meri najro se churaya na karo suku mila hai mujhe aakar teri panaho me suku mila hai mujhe aakar teri panaho me panaho me, teri panaho me panaho me, panaho me suku mila hai mujhe aakar teri panaho me gujar na jaye hasi lamhe, inhe jaya na karo gujar na jaye hasi lamhe, inhe jaya na karo pyar karte ho to tum, pyar chhupaya na karo apni najre meri najro se churaya na karo apni najre meri najro se churaya na karo