Amma Lyrics

bhul bhuli si aankhe dekhe chamchamate sapne unko tu kyu jhuthlaye dhero sapne tu bune par mujhse kuch na kahe jo kahe mera bas chale hasrate teri sab puri kar du main kar de zid koi kya na karu main gudiya tu meri bacchi tu meri meri amma meri amma ek sapna hain jab kamaunga main sach kahta hu amma mehal banaunga main o khatkhataye khushiya pal pal chale roshan amma mehal ho jadu sa us ghar ke kone me wahi dhun baje phir se appa ka band bane albela chhu lu har zustzu paa lu har makam naaj mujhe pe karo chahu yahi main hero wo mere bacchi tu meri meri amma meri amma