Ae Sochta Hai Kya Aaja Lyrics
ae sochta hai kya aaja bada maza hai mere pyar me ae sochta hai kya aaja bada maza hai mere pyar me ae sochta hai kya sharam kaesi koi nahi dekhne wala koi nahi yaha dekhne wala kaesi gajab ki tanhae hae koi nahi yaha dekhne wala kaesi gajab ki tanhae hae thandi hawao ne mahaki fijao ne dil ki tamanna jagae hae tu bhi jawa mae bhi jawa tu bhi jawa mae bhi jawa tu bhi akela mae bhi akeli ae sochta hae kya aaja sach kahti hu bada maza hae mere pyar me ae sochta hae kya bhigi jawani tujhko bulaye baho me aaja mere dilbar bhigi jawani tujhko bulaye baho me aaja mere dilbar ang laga le aese na apne chahne walo pe sitam kar mujhko utha gale laga mujhko utha gale laga teri diwani meri jawani ae sochta hai kya aaja aaja na bada maza hai mere pyar me ae sochta hai kya aaja aaja bada maza hai mere pyar me ae sochta hai kya