Kis Tarah Se Shukr Tera Adaa Karu Main Lyrics

kis tarah se shukar tera ab ada karu main kis tarah se shukar tera ab ada karu main iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main khaamosh reh kar bhi keh gaye dariya sa dil tak beh gaye tum par ho raha hai pura aitbaar tum hi ho hifaazat meri suno ye kaha hai ruh ne kis tarah se shukar tera ab ada karu main hai ishq ka bas naam liya maine samjha nahi tha ise tune sikhaaya ki ye hai ibaadat ruh ki bhasha hai yeh teri badolat paayi woh daulat jo mili na mujhko kahin jazbaat hadd se badhne lage dene lage sadaa tujhe har pal hai zaruri ab tera deedar kis tarah se shukr tera ab ada karu main iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main aisa kabhi dekha nahi na kabhi bhi kahin suna dene wala sab dekar bhi keh raha hai shukriya tune hi to samjha mujhe jo na keh saka mai, suna tumhe ehsaan ye tera na bhulunga sadaa kis tarah se shukar tera ab ada karu main iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main