Teri Meri Kahani Lyrics
mujh me safar tu karta rahe har ek saans me guzarta rahe shaam o subah tu mera tere bina kya mera do jism jaan ek hai na hona kabhi tu juda teri meri kahani hai barishon ka pani ban ke jo ishq barse teri meri kahani teri meri kahani hai barishon ka pani ban ke jo ishq barse teri meri kahani dekho na kaisi ijazat mili hai ek dusre me hifazat mili hai jine ki sari zarurat mili hai jo bhi hai jaisa hai yunhi hamesha hamesha rahe jis tarah shaam o subah tu mera tere bina kya mera do jism jaan ek hai na hona kabhi tu juda teri meri kahani hai barishon ka pani ban ke jo ishq barse teri meri kahani teri meri kahani hai barishon ka pani ban ke jo ishq barse teri meri kahani