Khud Mein Basi Hai Khushiya - II Lyrics
jo dikhati baat chhoti
unki khushi badi hai hoti
jo dikhati baat chhoti
unki khushi badi hai hoti
badi badi bate akasar
masumiyat hai khoti
dost ban ke uske
ya ban ke koi khilauna
sanghar uske khele
ye baat bhulte hai
khud mein basi hai khushiya
bahar kyo dhundhte hai
is sach se par kyo na jane
ham aankhe kyo mudate hai
khud mein basi hai khushiya